Saturday, 7 January 2017

Funny Hindi Jokes

Log kapdo ke style par na jane kitne paise barbad karte hai? Jab ki zindgi ke sab se hasin pal bina kapdo ke guzarte hai Apna BACHPAN yaar Jab dekho galat sochoge



Do- char din onion ki taarif kya kar li petrol ka to ego hi hurt ho gaya yaar



Santa To Banta Santa-: Mere Mama Ne Mujhse Choti Si Baat Pe Rishta Tod Diya Banta-: Kyu ?? Kya Kaha Unhone ? Santa-: Unhone Kaha Mungfali Me Dana Nahi, Hum Tumhare Mama Nahi Hahahaha



Thappad marne par naraz biwi se Pati bola: Aadmi usi ko marta hai jis se Pyar karta hai Biwi ne pati ko 2 thappad maare aur boli aap kya samjhte hain main aapse Pyar nahi karti ?



Agar Bura kaam kiya toh fir bura hi bharna padega *poor people* | hi bharna padega *poor people* | agar Bura kaam kiya toh fir paisa bharna padega *rich people* r Bura kaam kiya toh fir bura hi bharna padega *poor people* | hi bharna padega *poor people* | <

Funny Hindi Jokes

Hindi Jokes

Funny Jokes

Jokes

Jokes in Hindi

No comments:

Post a Comment