Wednesday, 29 March 2017

Funny Hindi Jokes

पत्नी - मैं मरने जा रही हूँ पति - ये लो Dairy Milk चॉकलेट पत्नी – क्यों ? पति - खुशी के मौके पर 'कुछ मीठा हो जाये' …



Father: Main Nahi chahta ki Meri Beti Apni Puri zindgi 1 GADHE k saath Guzare Boyfrnd: Bas Uncle, isiliye to Main Use Yahan se le Jane Aaya hu



Dunya buri hosakti h AAP NAHI Log bure hosakte h AAP NAHI Dunya bewaffa hosakti h AAP NAHI Pagal thek hosakte h AAP NAHI



Banta:-santa tere ghar se mujhe hamesha hansne ki aawaz aati rahti hai Santa:-are yaar, meri biwi jab mujhe joote se marti hai, agar mujhe lag jaata hai to who hansti hai aur agar nahin lagta to main hansta hoon



Agar manzil ko pana hai to honsla sath rakhna Agar pyaar ko pana hai to etbaar sath rakhna Agar hamesha muskurana hai to daant saaf rakhna… Agar pyaar ko pana hai to etbaar sath rakhna Agar hamesha muskurana hai to daant saaf rakhna…



Funny Hindi Jokes

Hindi Jokes

Funny Jokes

Jokes

Jokes in Hindi

No comments:

Post a Comment